Monday 11 March 2013

Ek tho baat bolen?

We love to hear the most commonly used Bihari terms whenever we get a chance. Some of them are mentioned here although the list is endless.

Garda
Budhbak
Paglayie gaye ho ka?
Ek tho maachis dena re

When two women meet,  a sure shot conversation that happens:

First Woman: Bahut Shunder lag rahi hain aap,  kuchh karwayin hain kya? 

Second Woman: nahi re kuchho nahi karwaye hain. 

First Woman: Sachhe? 

Second Woman: Haan re tumse jhooth kahe bolenge re? 

First Woman: nahi aap eyebrow karwayi hain. Parle gayi thin aap. hain na?

Second Woman: nahi re,  Parle gaye hue to jaman ho gaya,  ghare mein pluck kiye hain. pata chal raha hai kya? thode sa to kiye hain. hum sonche nahi pata chalega.

 First Woman: nahi ekdumme change nahin lag rahin hain par badhiyan dikh rahi hain. 

Second Woman: Thank you re. 

First Woman: Achcha mera phace dekhiye to,  chamak raha hai kya?

Second Woman: nahi re otna to nahi bujha raha hai. Kuchh ki ho kya?

First Woman: dekhiye na,  ee naya parle mein phacial karaye the,  thag li humko. Kuchho pharak bhi nahi bujha raha hai. Ab dobara kahiyo nahi jayenge huan.

First Woman: Aur ka. Ee to galat baat hai. na re.

Second Woman: hmm. Ab to thaga gaye ab ka. Chaliye baat mein milte hain.


What fun conversation. I simply love it. n hope all of u also love hearing it. Achcha lage to likh dena na. pleaje re.  :)

Would definitely keep adding more to this particular blog for sure. Keep reading.

4 comments:

  1. Ha ha ... good one...
    I miss these conversations / lingo soo much ... thanks for the refresher !! Love it :)

    ReplyDelete
  2. Haa haa...this is funny and true. And that "ek tho baat bolein"...i have taught Avi that too.. ;)

    ReplyDelete
  3. haha... awesome mam....
    rahul srivastava

    ReplyDelete
  4. Cant stop laughing.This is too fu$^* ing interesting.Waiting for you to write sequel.Nahi likhi to jaan maar denge.

    ReplyDelete